Kafi waqt laga humein aap tak aane main

Kafi waqt laga humein aap tak aane main,
Kafi fariyaad ki khuda se aap ko paane main,
Kabhi yeh dil todkar mat jaana,
Humne umar laga di aap jaisa sanam pane main.