Kabhi aayi teri yaad MAA to hum jee bhar ke ro liye Kabhi jaage hum saari raat to kabhi din mein hi so liye Aansuo se tumhare na hone ka gham mita raha hoon Kya bataau kaise jeeye ja raha hoon Tumhara dulaar bahut yaad aata hai Har baar aankhon mein aansu chodh jaata hai