Kab se kah ne ki himmat

Kab se kah ne ki himmat juta raha hu,
Ke tumse mohhabat hein kitni,
Jaane aaj aesa kya huaa,
Ke dil ne kaha kehi daalu,
Jab kitab ki paano ki safedi tumhare chare par chamkti hai,
Dil ruk sa jata hai,
Jab hasi ki ek thandi laher mere kano tak aati he,
Waqt tham sa jaata hai,
Jaane aaj aesa kya huaa, dil ne kaha kehi daalu,
Kitni mohhabat hai tumse….