Jabse Is Dil Par Tumhara

Jabse Is Dil Par Tumhara Naam Aya Hai
Ek Surur Sa Har Waqt Chaya Hai
Na Jane Ye Sharab Ka Nasha Hai
Ya Tumhare Deedar Ka Nasha Hai
Har Paimane Par Hame Apka Hi Chehra Najar Aya Hai