Jab unhone sine se lagaya – ehsaas shayari in hindi

Jab unhone sine se lagaya to esa laga,
Jaise jamee ko aasma mil gya,
Yu to band thi najare hamari,
Lekin band aankho se bhi jannat ka najara dikh gya,
Sochta rha me ki kat jaye baki jindagi isi tarah,
Or band najro se asko ka najrana nikal gya,
Kya btau yaro kesa ehesas tha wo,
Jaise mar ke jeene ka ehsas mil gya.