Jab aap ka naam juban par – Unique Love Shayari in Hindi

Jab aap ka naam juban par aata hai,
Pata nahi dil kyun muskurata hain,
Tasalli hoti hai mann ko koi to hai apna,
Jo haste hue har waqt yaad aata hai.