Jaane kya baat hai usme

Jaane kya baat hai usme, jo mujhe kisi aur me nazar nahi aati.
Kya kashish hai un aankhon me ki mai nazar hataa nahi paati.
Kya hai jo har pal mujhe hairaan kiya karta hai,
Kya hai jo mai tasaboor se mita nahi paati.