Intezaar Shayari In Hindi

Pyaar Se Haar Shayari

Uske intezar ke mare hain hum,
Bas uski yaadon ke sahare hain hum,
Duniya jeet ke kya karna hai ab,
Jise duniya se jeetna tha,
Aaj usi se haare hai hum.

Jaan Se Bhi Zyada Unhe Pyar Kiya Karte The,
Yaad Unhe Din-Raat Kiya Karte The,
Ab Un Rahon Se Guzra Nahi Jata,
Jaha Baith Kar Unka Intezaar Kiya Karte The.

Ghaw Itna Gehra Hai Bayan Kya Karein,
Hum Khud Nishana Ban Gye Ab War Kya Karein,
Jaan Nikal Gayi Magar Khuli Rahi Aankhe,
Ab Isse Jyada Unka Intejar Kya Kare.

Intzaar Hai Hame Apke Ane Ka,
Wo Nazre Mila Ke Nazre Churane Ka,
Mat Puch E-sanam Dil Ka Aalam Kya Hai,
Intzara Hai Bas tujhme Simat Jane Ka.


Ajnabi rehna par kisika intezaar mat karna,
Kisi ke pyaar ke khudko bekaraar mat karna,
Acha saathi mil jaaye to thaam lena haath,
Par dikhawe ke liye kisi se pyaar mat karna..!