Har pal najre unhe dekhna chahe

Har pal najrein unhe dekhna chahe to aankho ka kya kasoor ?
Har pal khusbu unki hi aaye toh saanson ka kya kasoor ?
Waise toh sapne kabhi puch kar nahi aate,
Par agar sapne hi unke aaye toh raato ka kya kasoor ?

♥♥