Dooriyan Shayari

मिलना इत्तेफाक था बिछड़ना नसीब था, वो उतना ही दूर चला गया जितना करीब
था, हम उसको देखने के लिए तरसते रहे, जिस शख्स की हथेली पे हमारा नसीब
था।

फासला रख के भी क्या हासिल हुआ, आज भी मैं उसका ही कहलाता हूँ!!

दूर होके उनसे में सोच रहा हूँ, लोग मरते है तो उनका गुरुर कहाँ चला जाता है,

Jo ishq dooriyon me bhi barkarar rahe, vo ishq hi kuch aur hota hai

Paas aaye, dooriyan phir bhi kam na huyi, ek adhuri si hamari kahani rahi

Jaise tum mujhe door kar lette ho mai bhi tumhe door kar lunga
kehte hai dooriyan dilo ko paas le aati hai

Aap se karibi itni ho jaye, tumse door hokar bhi dooriyan na lage

Zabardasti ki nazdikiyon se toh sukun ki dooriyan hi acchi hai..

Do jawan dilo ka gum dooriyan samjhti hai, kaun yaad karta hai
hichkiyan samjhti hai