Desh Bhakti Shayari

Jo ab tak na khola vo khoon nahi paani hai jo desh ke kaam na
aaye vo bekaar jawabi hai.

Na pucho zamaane ki, ki kya hamari kahani hai hamari pehchaan
toh sirf ye hai ki hum hindustani hai

Mai hu hanuman aur… bharat desh mera ram hai, Dekh lo
chhaati cheer kar dil me hindustan hai

meethi me milado unn gaddaaro ko jo ghar me bethkar ghaat kare
aur gardan kaat lo unn kutto ki jo rashtradrauh ki baat kare

Anekta me hi ekta hi hamari shaan hai Isiliye, mera bharat mahaan hai.

Lahu vatan ke saheedo ka rang laya hai, uchal raha hai zamaane
me naam-e aazaadi