Deedar Shayari

Ki jal gaya aashiyana mera
abhi to aur lut jaana baaki hai
aur kagaz kalam panne sab jal gaye
koi baat nahin abhi maykhana baaki hai

Kafan ko uthakar deedar kar lo Band ho gayi hai woh aankhein Jinko
tum rulaya karte the

जरुरी तो नहीं है की तुझे आँखों से ही देखें, तेरी याद का आना भी
तेरे दीदार से कम नहीं।

आफ़रीं तुझ को हसरत-ए-दीदार चश्म-ए-तर से ज़बाँ का काम लिया

Dil ye mera tumse pyar karna chahta hai, Apni mohabbat ka
izhaar karna chahta hai, Dekha hai jab se tumhe maine.. Sirf tumhara
hi deedar karne ko dil chahata hai.

Koi mukadamaa hi kardo hamare sanam par, Kam se kam har pesi
par deedar toh ho jayega