Apni bebasi per aaj rona sa aaya,
Doosron ko nahi maine apno ko azmaaya,
Har dost ki tanhayi door ki,
Lekin khud ko har modh par tanha hi paaya.
Good Night!