Aey zindagi ye bata in gushtakhiyon ki saja kya hai

Aey zindagi ye bata in gushtakhiyon ki saja kya hai,

Pyar karna to sab jante hain koi ise nibha sakta hai ye bata.

Dard dekar aansu to sabhi pochhte hain,

Bina dard diye koi dil ka haal samjhe ye bata.