Abhi to rukhsat kia tha kuch nam yado ko apni

Abhi to rukhsat kia tha kuch nam yado ko apni,
Na jane vo mukam fir kyo vapas aa gaya,
Soch lia tha k hm na karenge pyar unhe kabhi,
Jab unhone hume apne dil se hi nikal diya,
Aj fir vo dil lagane chale aaye h zindagi me hamari,
Par vo aetbar na lotega kabhi jo pahle chala gaya.