Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya

Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya,
Aisa Laga Jaise Khud Se Daga Kar Diya,
Unhe Kaise Manaau Sochte Rahe Din Bhar,
Aaj To Aansuo Ne Bhi Aane Se Mana Kar Diya…!