Tum beshaq hume dil se nikal do – Beautiful Love Status in Hindi

sad-cute-emo-animie-boy-lovesove

Tum beshaq hume dil se nikal do,
Hum tumhe dil ke sheeshe mai hamesha sajayenge,
Tum chahe jitne bhi door jao humse,
Tumhe satane teri yaado mai aa jayenge,
Kabhi bhulne ki koshish ki jo tumne toh yaad rakhna,
Hum khwaab me aake tumhe jaga jayenge.