Category: Tutata Tara Shayari
Tutata huya taara bhi khwabon ko pura kar sakta hai, Tum umeedo ki nayi udaan toh bharo.
Aankhein thak gayi hai shayad aasman ko takte vo taara nahi tutata jise dekhkar tumhe maanglu
Tum vo taara ho mere liye jiske tutate hi mera saara aasman bikhar jata hai
Kya dua puri karega vo tutata taara jo khud tutt chuka ho.
Kal raat dosti ke taare geen raha tha mai…. Ek taara tutata huya nazar aaya mujhe…..!
Tutata huya taara sabki dua puri karta hai… Kyunki usse tutne ka dard maloom hota hai…