Category: Khamoshi Shayari
har koi pareshan hai meri khamoshi se aur main pareshan hoon hu apne andar ke shor se
Kya gazab hai uski khamoshi.. Mujhse baate hazaar karti hai.
Dono taraf ki khamoshi ne baat ko mukammal kar diya..
Khamosh seher ki chikhati raate, Sab chup hai par… kehne ko hai hazaar baate.
Har baat khamoshi se maan lena yeh bhi andaz hota hai narazgi ka
Jab dard hadd se guzar jata hai…… Tab insaan rota nahi bas khamosh ho jata hai….
Khamoshi ek nasha hai aur aajkal mai nashe me hu