Category: Desh Bhakti Shayari
Jo ab tak na khola vo khoon nahi paani hai jo desh ke kaam na aaye vo bekaar jawabi hai.
Na pucho zamaane ki, ki kya hamari kahani hai hamari pehchaan toh sirf ye hai ki hum hindustani hai
Mai hu hanuman aur… bharat desh mera ram hai, Dekh lo chhaati cheer kar dil me hindustan hai
meethi me milado unn gaddaaro ko jo ghar me bethkar ghaat kare aur gardan kaat lo unn kutto ki jo rashtradrauh ki baat kare
Anekta me hi ekta hi hamari shaan hai Isiliye, mera bharat mahaan hai.
Lahu vatan ke saheedo ka rang laya hai, uchal raha hai zamaane me naam-e aazaadi