Main Alfaz Hun Tera Har Baat Samajhta Hun

Adorable-boy-alone-cute-sadness-classy-emotions-lovesove

Main Alfaz Hun Tera Har Baat Samajhta Hun,
Main Ehsas Hun Tere Jazbaat Samajhta Hun,
Kab Pucha Maine Ki Kyun Door Ho Gayin Mujhse,
Main Dil Rakhta Hun Tere Halaat Samajhta Hun.