Jhuki Hui Palkon Se Unka Deedaar Kiya

intezaar love shayari, intezaar sad shayari, intezaar sms, intezaar status, shayari intezaar, intezaar shayari love

Jhuki Hui Palkon Se Unka Deedaar Kiya,
Sab Kuchh Bhula Ke Unka Intzaar Kiya
Wo Jaan Hi Na Paye Jazbaat Mere,
Maine Sabse Jyada Jinhen Pyar Kiya.