Ghaw Itna Gahra Hai Bayan Kya Karein

sad-alone-girl-tree-moon-sea-lovesove

Ghaw Itna Gehra Hai Bayan Kya Karein,
Hum Khud Nishana Ban Gye Ab War Kya Karein,
Jaan Nikal Gayi Magar Khuli Rahi Aankhe,
Ab Isse Jyada Unka Intejar Kya Kare.