Doston Ki Dosti Mein

Doston Ki Dosti Mein Khata Khayi Hai
Karke Bharosa Unse Hamne Sazaa Payi Hai
Jo Aaye The Dil Ke Aashiyane Mein Chiraag Bankar
Afsos! Ushi Chiraag Ne Aashiyane Mein Aag Lagaayi Hai