Dost dosti ki zuban hota hai – hindi shayari dosti

Silhouette of boys walking on a wall at sunset

Dost dosti ki zuban hota hai,
Raaz-e-dil aankhon se bayaan hota hai.

Dost ko chodhna mat aye dosti waalo,
Dost dosti ki jaan hota hai.

Boore waqt mein jab saath chodh de saare,
To woh dost hi hai jo dosti pe qurbaan hota hai.