Chaha tha ham ne tum ko chahat samj ke apni
Dil me basa liya tha jannat samaj ke apni
Mujhko guman ye tha tum mera sath doge
Duniya se bewaffai mere liye karoge
Ki tumne bewaffai rishta wafa ka toda
Duniya ke darse tumne mera hi sath chora
Kisi or hi ki jagir ban gaye tum
kisi or hi ki takdir ban gaye tum
Kyu mujhko dil diya tha kyu mera dil liya tha
Karni thi bewaffai to pyar kyu kiya tha.