Sard mausam ka maza kitna alag – Miss You Winter Sms

hindi-winters-shayari-wallpaper-lovesove
Sard mausam ka maza
kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intezaar
kitna alag sa hai,
Dhund bani naqab
aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsaas
kitna alag sa hai..!