“3 dosto ki kahani” 1 GYAN 2 DHAN 3 VISHWAS Tino achhe dost the,aur unme bahut pyar tha, Ek aisa waqt aya ki tino ko juda hona pada,tino ne ek dusre se pucha ki kaun kaha jayega? GYAN-me mandir,masjid,gurudware,charch aur vidyalay jaunga. DHAN-me mahal aur amiro k pas jaunga. Lekin VISHWAS chup tha.dono ne wajah puchi.To VISHWAS ne thandi sans bhar k kaha- me 1 bar chala gaya to phir kabhi vapas nahi aaunga..!!!