Advertisement

‘Hindi Shayari’ Category


« 1 2 3 4 5 6 7 8 9 »
ज़िंदगी इंद्रधनुषी घेरा है

“ज़िंदगी इंद्रधनुषी घेरा है,
कही रात, कहीं सवेरा है,
ज़िंदगी की पगडंडी पर चल कर देखिए,
दूर तलक एहसासों का ही बसेरा है.



Email This To Friends



Aap logon se hi roshan hai meri

Aap logon se hi roshan hai meri jindagi ki shama
Warna kuch log aise bhi hain jo jindgi se toofan banke guzarte hain.

Good Night!



Email This To Friends



Zarurato ke Mutabik Zindagi jiyo

Zarurato ke Mutabik Zindagi jiyo,
Khwahisho k Mutabik nahi,
Q ki Zarurat Fakeer ki bhi puri ho jati hai,
Aur khwahish Badshaho ki bhi adhuri reh.



Email This To Friends



Bekaar Hai Aankhe Agar Noor Nhi Hai

Bekaar Hai Aankhe Agar Noor Nhi Hai,

Tu Mujhse Juda Ho.. Mujhe Manzur Nhi Hai,

Ek Baar Tujhe Dekh Lu Hasrat Hai Dil Me,

Aaja Tu Agr Aane Se Majbur Nhi Hai !



Email This To Friends



Na jane aaj mere neeche jameen kyu hai

Na jane aaj mere neeche jameen kyu hai…
Agar wo hai yshi kshi to uski ksmi kyu hai…
Agar har bat me hai uski haa to abi nahi kyu hai…
Agar main hoon galat to wo sahi kyu hai…
Meri jagah nhi hai uske dil me to uski jagah abhi wahi kyu hai…
Uska milan itna tadpayega to is jism me jaan abhi rahi kyun hai…



Email This To Friends



« 1 2 3 4 5 6 7 8 9 »

Advertisement