Advertisement
‘Sher-o-Shayari’ Category
Kadam ruk gaye jab pahuche hum bazaar mein
Kadam ruk gaye jab pahuche hum bazaar mein…
Bik rahe the rishte, khule aam vyapar mein.
Kaapte hoton se humne poocha, “kya Mol hai Rishton ka?”
Dukandar bola:
“Kaunsa loge?
Bete ka du, yaa baap ka?
Bahen ka ya bhai ka?
Kaunsa loge?
Insaniyat ka du, ya pyaar ka?
Maa ka ya vishwas ka?
Babuji, kya Du..bolo toh sahi… Chupchaap khade ho, muh kholo toh sahi…”
Maine dar ke pucha: ‘DOST’ ka rishta?
Dukaandar namm aankhon se bola:
“Sansaar Issi rishte par toh tika hai babuji… Maaf karna Yeh rishta bikau nahi hai, Iska koi mol nahi laga payega,
Par jis din Yeh bik gaya…
Uss din yeh sansaar ujjad jayega… :(
Email This To Friends
हर दिल में दर्द छुपा होता है
हर दिल में दर्द छुपा होता है
बयाँ करने का अंदाज़ जुदा होता है
कोई अश्कों से बहा देता है और
किसी की हंसी में भी दर्द छुपा होता है !
Email This To Friends
Kehte Hai Woh Majbur Hai Hum
Kehte Hai Woh Majbur Hai Hum,
Na Chahte Hue Bhi Door Hai Hum,
Chura Lee Hai Unho Ne Dhadkane Humari,
Phir Bhi Kehte Hai Bekasoor Hai Hum…
Email This To Friends
Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe
Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe
Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge
Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena
Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge…
Email This To Friends
Dosti ka rista do anjano ko jod deta hai
Dosti ka rista do anjano ko jod deta hai,
har kadam per zindgi ko nya mod deta hai,
saccha dost sath deta hai tab,
jab apna saya bhi sath chod deta hai..
Email This To Friends

